Saturday, 21 December 2013

you are always in my mind

aaj  mai   jaha  hoon ,

waha aap hai.

mere  har pal mai aap hai,

aapne kabhi kuch na kaha ,

lekin muje samja.

jab  kabhi  giri ,

to apne hi  sabahla.

na chate hue bhi,

meri ankahi bat ko samaj jate ho,

aur meri khusi ka dusra naam ban jate ho ...............pa.

No comments:

Post a Comment