Saturday, 21 December 2013

meri manzil

mazil to abhi dur hn,lekin kuch bhi krke use pana hn,
kabhi khush hoti hn,kabhi bikar jati hn,
lekin kabhi har nahi manti,
kud ko hamesa sambhale rakti hn,
kuch bhi ho jaye muje bikarna nahi hn,
umeed hn un sbki muj pr ,jo muje samajte hn,
bs jb kbhi man bhar aata hn,
to apno ki un ankhon mai jhakh leti hn,'
jha muje pyar aur apni manzil ka rasta saaf nazar aata hn.

No comments:

Post a Comment