Monday, 17 March 2014

meri manzil

mana ki wo manzil abhi bhut dur hn,
jise muje har haal mai pana hn,
girna hn pr kud hi uthna hn,
aur  ek naya kadam us manzil ki aur badana hn,

wo manzil hi nahi hn balki mera wo rasta hn,
jisse muje kuch badalna hn,
apni himmat aur sahas ko aise hi banaye rkna hn,
mai ruk na sku ,juk na sku aise hi apni mazil ko pana hn.
mere apne mje samaj rhe hn,parayo ka kya sochna hn,
apni is zindghi mai ek safalta ka wo itihas lik jana hn,
jaha se kud pr garv mehsus kr ek gahri neend mai  hmesa k liye so jana hn..